Faizabad, Uttar pradesh, India
hum zaifon ko kahan aamad o shud ki taqat
bahut fareb se hum wahshiyon ko wahshat hai
kis ki holi jashn-e-nau-rozi hai aaj
takallum hi faqat hai us sanam ka
munh aapko dikha nahin sakta hai sharm se
ho gaya zard paDi jis pe hasinon ki nazar
raat din naqus kahte hain ba-awaz-e-buland
wo nazar aata hai mujhko main nazar aata nahin
go tu milta nahin par dil ke taqaze se hum
dekh kar tujhko qadam uTh nahin sakta apna
siyah-baKHti mein kab koi kisi ka sath deta hai
tin tribeni hain do aankhen meri
dil siyah hai baal hain sab apne piri mein safed
kis tarah chhoDun yakayak teri zulfon ka KHayal
furqat qubul rashk ke sadme nahin qubul