Delhi, India
uske aane pe bhi nahin aai
dasht ko ja to rahe ho soch lo kaisa lagega
shiddat-e-intizar kaam aai
din ke pas kahan jo hum raaton mein mal banate hain
dusri baaton mein hum ko ho gaya ghaTa bahut
sabhi zindagi pe farefta koi maut par nahin shefta
qalam mein zor jitna hai judai ki badaulat hai
isi par KHush hain ki ek dusre ke sath rahte hain
auron se puchhiye to haqiqat pata chale
jinko qudarat hai taKHayyul par unhen dikhta nahin