Malihabad, Uttar pradesh, India
nigahen pherne wale ye nazren uTh hi jati hain
ye saneha bhi baDa ajab hai ki apne aiwan-e-rang-o-bu mein
shadid tund hawaen hain kya kiya jae
fuqdan-e-uruj-e-rasan-o-dar nahin hai
bazm ko rang-e-suKHan maine diya hai aKHgar
shamil hue hain bazm mein misl-e-charagh hum
pal-bhar na bijliyon ke muqabil Thahar sake
izhaar pe bhaari hai KHamoshi ka takallum
wo kam-sini mein bhi aKHgar hasin tha lekin
har-chand hama-gir nahin zauq-e-asiri
KHalwat-e-jaan mein tera dard basana chahe
har taraf hain KHana-barbaadi ke manzar be-shumar
yaad-e-farogh-e-dast-e-hinai na puchhiye
kisi ke jaur-e-musalsal ka faiz hai aKHgar
aankhon mein jal rahe the diye etibar ke