Dehradun, Uttarakhand, India
usko bhi meri tarah apni wafa par tha yaqin
shayad bata diya tha kisi ne mera pata
har ghaDi tera tasawwur har nafas tera KHayal
har taraf thi KHamoshi aur aisi KHamoshi
KHamoshi mein chahe jitna begana-pan ho
bas zara ek aaine ke TuTne ki der thi
aankhon mein ek bar ubharne ki der thi
tu hamesha mangta rahta hai kyun gham se najat
ye suraj kab nikalta hai unhin se puchhna hoga
hamare haal pe ab chhoD de hamein duniya
main apne lafz yun baaton mein zae kar nahin sakta
main thoDi der bhi aankhon ko apni band kar lun to
use ek but ke aage sar jhukate sab ne dekha hai
maine mana ek guhar hun phir bhi sadaf mein hun
ummidon se parda rakkha KHushiyon se mahrum rahin