Mumbai, Maharashtra, India
pas-manzar mein feed hue jate hain insani kirdar
nazar ki maut ek taza alamiya
raat hai log ghar mein baiThe hain
shaeri talab apni shaeri ata uski
bura ho aaine tera main kaun hun na khul saka
jitne marka-e-dil wo lagatar gaya
sher achchhe bhi kaho sach bhi kaho kam bhi kaho
nind miTTi ki mahak sabze ki ThanDak
KHayal kya hai jo alfaz tak na pahunche saz
yaadon ke naqsh ghul gae tezab-e-waqt mein
wo to aisa bhi hai waisa bhi hai kaisa hai magar?
dost ahbab se lene na sahaare jaana
abas hai raaz ko pane ki justuju kya hai
mushabahat ke ye dhoke mumasalat ke fareb
meri rafiq-e-nafas maut teri umr daraaz