bahaar aate hi zaKHm-e-dil hare sab ho gae mere
said KHaif wo hon is said-gah-e-alam mein
manzil hai apni apni qalaq apni apni gor
barabar ek se misra nazar aate hain abru ke
KHuda-hafiz hai ab ai zahido islam-e-ashiq ka
hum un se aur wo humse dam-e-sulh the KHajil
kotah umr ho gai aur ye na kam hui
sitam wo tumne kiye bhule hum gila dil ka
zamin panw ke niche se sarki jati hai
aaKHir insan hun patthar ka to rakhta nahin dil
ghaT par talwar ke nahlaiyo mayyat meri
yahi insaf tere ahd mein hai ai shah-e-husn
gul-gun teri gali rahe aashiq ke KHun se
main wo mai-kash hun mili hai mujhko ghuTTi mein sharab
kuchh KHabar deta nahin uski dil-e-agah mujhe