Patna, Bihar, India
mauja-e-ashk se bhigi na kabhi nok-e-qalam
itna roya hun gham-e-dost zara sa hans kar
KHalwat-e-ummid mein raushan hai ab tak wo charagh
iqbaal ki nawa se musharraf hai go naim
sach to ye ki abhi dil ko sukun hai lekin
jurat kahan ki apna pata tak bata sakun
kuchh usulon ka nasha tha kuchh muqaddas KHwab the
jo mere dasht-e-junun mein tha farq-e-ru-e-bahaar
sara-e-dil mein jagah de to kaT lun ek raat
main ek bab tha afsana-e-wafa ka magar
ruh ka lamba safar hai ek bhi insan ka qurb
jo bhi kahna hai kaho saf shikayat hi sahi
ai saba main bhi tha aashufta-saron mein yakta
kya firaq o faiz se lena tha mujhko ai naim
ek dariya par kar ke aa gaya hun uske pas