yar ko dekhte hi mar gae ai bahr afsos
puchhe rindon se koi in muftiyon ka jhuT sach
aae bhi to khae na gilauri na mala itr
zalim hamari aaj ki ye baat yaad rakh
diwangi mein phenk rahe the jo hum libas
kya KHabar thi subh ho jaegi tere nur se
KHwahish-e-didar mein aankhen bhi hain meri raqib
amir shaal do-shaalon mein garm-e-rahat-o-aish
shab-e-waslat to jate jate andha kar gai mujhko
ratb-o-yabis mein hai tasarruf-e-ishq
na mohabbat hai dilon mein na haya aankhon mein
na niklega dil uske gesu mein phans kar
wo kucha sher-o-suKHan ka hai tang-o-tar ai bahr
hum na kahte the hansi achchhi nahin
hoga zarur ek na ek din mubahisa