Faizabad, Uttar pradesh, India
KHuban-e-jahan ki hai tere husn se KHubi
mujhko hua ye KHak-nashini se faeda
jald KHu apni badal warna koi kar ke tilism
shagird-e-rashid aap sa hun shaiKH-ji sahib
be-his-o-hairan jo hun ghar mein paDa is ke ewaz
dil-e-wahshi ko KHwahish hai tumhaare dar pe aane ki
khae so pachhtae aur pachhtae wo bhi jo na khae
gar kahin paun akela to balaen le kar
pichhe pichhe mere chalne se ruko mat sahib
ta-subh meri aah-e-jahan-soz se kal raat
dekhne ka jo karun uske main dawa jurat
hum hain wo jins ki kahte hain jise gham jurat
hashmat-e-duniya ki kuchh dil mein hawas baqi nahin
Thahri thi ghiza apni jo gham ishq-e-butan mein
ta-falak le gai betabi-e-dil tab bole