ye bhi teri shikast nahin hai to aur kya
koi to dasht samundar mein Dhal gaya aaKHir
ain mumkin hai ki binai mujhe dhoka de
wo zahr hai fazaon mein ki aadmi ki baat kya
sukut toDne ka ehtimam karna chahiye
main tha sadiyon ke safar mein ahmad
koi hairat hai na is baat ka rona hai hamein
dasht mein wadi-e-shadab ko chhu kar aaya
tu jo ye jaan hatheli pe liye phirta hai
tumhaari jit mein pinhan hai meri jit kahin
hawa ke hath pe chhaale hain aaj tak maujud
wo de raha tha talab se siwa sabhi ko KHayal
mahakte phul sitare damakta chand dhanak
kisi darwesh ke hujre se abhi aaya hun
wo sar uThae yahan se palaT gaya ahmad