saliqe se hawaon mein jo KHushbu ghol sakte hain
aisi zid ka kya Thikana apna mazhab chhoD kar
main apne sath rahta hun hamesha
hasin chehre ki tabindagi mubarak ho
yahi aashiqon ki namaz hai yahi dil-jalon ki niyaz hai
waqt-e-ruKHsat jo mujhe pyar se dekha tumne
dil agar dil hai to wabasta-e-gham bhi hoga
koi aaya tha dil ki basti mein
is bharose pe kar raha hun gunah
ye to ek rasm-e-jahan hai jo ada hoti hai
chhupa ke pan ye kis ke liye lagate ho
hum pe jo guzri bataya na bataenge kabhi
pasina maut ka mathe pe aaya aaina lao
ai aasman tere KHuda ka nahin hai KHauf
zer-e-diwar khaDe hain tera kya lete hain