ghair ko aane na dun tumko kahin jaane na dun
bajae sine ke aankhon mein dil dhaDakta hai
sajda ho be-KHulus to sajda bhi hai gunah
hai mohabbat is watan se apni miTTi se hamein
riha kiya bhi qafas se to kab kiya sayyaad
naseh tujhe aate nahin aadab-e-nasihat
faza maghmum hai saqi uTha chalkaen paimana
ya rab meri duaon mein itna asar rahe
sabab har ek mujhse puchhta hai mere rone ka
bazm-e-saqi mein rakha zahr ka pyala hoga
hamein bhi jalwa-gah-e-naz tak lete chalo musa
uTh ke miTTi se palaTte hain isi miTTi mein
kya lutf-e-id hai jo agar tum se dur hon
kaba sau bar wo gaya to kya
hujum-e-yas se ghabra gaya hun