Gorakhpur, Uttar pradesh, India
aariz-e-nazuk pe un ke rang sa kuchh aa gaya
wahin se ishq ne bhi shorishen uDai hain
rind jo zarf uTha len wahi saghar ban jae
mail-e-sher-o-ghazal phir hai tabiat asghar
ishwon ki hai na us nigah-e-fitna-za ki hai
mujhse jo chahiye wo dars-e-basirat lije
log marte bhi hain jite bhi hain betab bhi hain
meri wahshat pe bahs-araiyan achchhi nahin zahid
asghar se mile lekin asghar ko nahin dekha
ishq ki betabiyon par husn ko rahm aa gaya
dastan unki adaon ki hai rangin lekin
yun muskurae jaan si kaliyon mein paD gai
pahli nazar bhi aap ki uff kis bala ki thi
us jalwa-gah-e-husn mein chhaya hai har taraf
aalam se be-KHabar bhi hun aalam mein bhi hun main