Malaysia
raat ek nadar ka ghar jal gaya tha aur bas
unki nigah-e-naz ki gardish ke sath sath
ahd-e-aghaz-e-tamanna bhi mujhe yaad nahin
adhura ho ke hun kitna mukammal
mauj-e-tufan se nikal kar bhi salamat na rahe
zindagi se koi manus to ho le pahle
kya baDhega wo tasawwur ki hadon se aage
jab maslahat-e-waqt se gardan ko jhuka kar
uski hansi tum kya samjho
hawaen rok na pain bhanwar Dubo na sake
husn-e-iKHlas hi nahin warna
kuchh to fitrat se mili danai
na-shanasan-e-mohabbat ka gila kya ki yahan
nigah ko bhi mayassar hai dil ki gahrai
tum hi ab wo nahin rahe warna