Lucknow, Uttar pradesh, India
ghazab hai ruh se is jama-e-tan ka juda hona
saqi ke aane ki ye tamanna hai bazm mein
jis ko aate dekhta hun ai pari kahta hun main
yun phir rahe hain jaise koi baat hi nahin
apne kuche mein mujhe rone to de ai rashk-e-gul
kya hai harjai hasinan-e-jahan sari hain
kahida mujhko dekh ke wo ghairat-e-pari
wasl ki raat hai bigDo na barabar to rahe
zar diya zor diya mal diya ganj diye
un aankhon mein sanea ne bhare kuT ke moti
saKHti-ayyam dauDe aati hai patthar liye
hai chashm nim-baz ajab KHwab-e-naz hai
kya isi ne ye kiya matla-e-abru mauzun
kisi ko dekh ke saqi jo be-hawas hua
KHak mein mil jae wo chashma na jis mein aab ho