Quetta, Balochistan, Pakistan
qatra Thik hai dariya hone mein nuqsan bahut hai
salgirah par kitni nek tamannaen mausul huin
hadd-e-guman se ek shaKHs dur kahin chala gaya
ilm ka dam bharna chhoDo bhi aur amal ko bhul bhi jao
tujhse bhi kab hui tadbir meri wahshat ki
faqir-e-shahr bhi raha hun shahryar bhi magar
hamare shahr ki riwayaton mein ek ye bhi tha
jal uThen yaadon ki qindilen sadaen Dub jaen
lams-e-sada-e-saz ne zaKHm nihaal kar diye
na dastaken na sada kaun dar pe aaya hai
abhi hamein guzarni hai ek umr-e-muKHtasar
KHwab-e-ziyan hain umr ka KHwab hain hasil-e-hayat
raaton ko jagte hain isi waste ki KHwab
tu maujud hai main madum hun is ka matlab ye hai
samai kis tarah meri aankhon ki putliyon mein