us se bichhaD ke ek usi ka haal nahin main jaan saka
nae kapDe badal aur baal bana tere chahne wale aur bhi hain
pahle bhi KHuda ko manta tha
ye zaKHm-e-ishq hai koshish karo hara hi rahe
muD ke jo aa nahin paya hoga us kuche mein ja ke zafar
sar-e-sham luT chuka hun sar-e-am luT chuka hun
yahan hai dhup wahan sae hain chale jao
shikayat us se nahin apne-ap se hai mujhe
apni yaaden us se wapas mang kar
subh ki sair ki karta hun tamanna shab bhar
kisi KHayal ki sarshaari mein jari-o-sari yari mein
ik-adh bar to jaan warni hi paDti hai
har shaKHs bichhaD chuka hai mujhse
kisi zindan mein sochna hai abas
ai kash KHud sukut bhi mujhse ho ham-kalam