KHuda ka shukr ki aahaT se KHwab TuT gaya
main haw-hu pe kahani ko KHatm kar dunga
agarche roz mera sabr aazmata hai
tujh aankh se jhalakta tha ehsas-e-zindagi
aadhe ghar mein main hota hun aadhe ghar mein tanhai
qimti shai thi tera hijr uThae rakkha
is daur-e-na-murad se ye tajraba hua
apna aap paDa rah jata hai bas ek andaze par
tujhse kahna tha haal-e-dil lekin
nukta yahi azal se paDhaya gaya hamein
main jaanta hun mohabbat mein kya nahin karna
zindagi dekh teri KHas riayat hogi
kai tarah ke tahaif pasand hain usko
main uski nazron ka kuchh is liye bhi hun qail
use pata hai kahan hath thamna hai mera