Balrampur, Uttar pradesh, India
tu ne KHud talKH bana rakkhi hai duniya apni
ye to hain chand hi jalwe jo chhalak aae hain
tu haqiqat ko samajhta hai tilismi taswir
kabhi pahlu mein samundar ke taDap uThti hain
muttahid ho ke uThe zulm ke qadmon se awam
go mere sar pe siyah raat ki parchhain hai
gard-e-nafrat se bacha leta hun daman apna
rang par rang nikharte hi chale aate hain
zulm aur jahl par israr karoge kab tak
man ki aaghosh mein hansta hua ek tifl-e-jamil
maut ko jaante hain asl-e-hayat-e-abadi
maut ki aag mein tap tap ke nikharti hai hayat
hawa-e-subh-e-mashriq jag uThi hai
sare aalam mein ye uDta hua gul-rang nishan
dekho to tira-o-tarik faza ka aalam