Delhi, India
ne kaba ki hawas na hawa-e-kunisht hai
ye masla shaiKH se puchho hum is jhagDe se farigh hai
jis ke munh ki utar gai loi
aab-e-hayat ja ke kisu ne piya to kya
jo ji mein aawe to Tuk jhank apne dil ki taraf
tu apne man ka manka pher zahid warna kya hasil
bait-bahsi na kar ai faKHta gulshan mein ki aaj
zindagi chubh rahi hai kanTa si
hamari guftugu sab se juda hai
kiya tha din ka wada raat ko aaya to kya shikwa
gulshan-e-dahr mein sau rang hain hatim uske
dekhun hun tujhko dur se baiTha hazar kos
hai kabhu dil mein kabhu ji mein kabhu aankhon ke bich
wo wahshi is qadar bhaDka hai surat se mere yaro
zulfon ki nagani to teri humne keliyan