Delhi, India
dil ki lahron ka tul-o-arz na puchh
jis taraf ko main gaya rota hua
wasf ankhiyon ka likha humne gul-e-baadam par
shahr mein charcha hai ab teri nigah-e-tez ka
kya madrase mein dahr ke ulTi hawa bahi
mazra-e-duniya mein dana hai to Dar kar hath Dal
raat din jari hain kuchh paida nahin in ka kanar
nazar mein band kare hai tu ek aalam ko
badan par kuchh mere zahir nahin aur dil mein sozish hai
mere hawas-e-KHamsa use dekh uD gae
anal-haq ki haqiqat ko jo ho mansur so jaane
ek din puchha na hatim ko kabhu usne ki dost
tabe raza ka uski azal sin kiya mujhe
ek bosa mangta hai tum se hatim sa gada
teri nigah se gae khul kiwaD chhati ke