idhar se jitni yagangat ki udhar se utni hui judai
hum aur farhad bahr-e-ishq mein baham hi kude the
khul gaya ab ye ki wasl us ka KHayal-e-KHam hai
kya sabab batlaen hanste hanste baham ruk gae
kis ko bahlate ho shishe ka gulu TuT gaya
nahin wo hum ki kahne se tere har but ke bande hon
yahi to kufr hai yaran-e-be-KHudi ke huzur
hua aawara hindostan se lutf aage KHuda jaane
yaad ne un tang kuchon ki faza sahra ki dekh
paki-e-daman-e-gul ki kha na ai bulbul qasam
beganon ne kabhi na wo kanon sunai baat
na kar ai lutf nahaq rahrawan-e-dair se hujjat
aaj kya jaane wo kyun aaram-e-jaan aaya nahin
baiTh kar masjid mein rindon se na itna bigaDiye
der tak zabt-e-suKHan kal usMein aur hum mein raha