aisa hua ki ghar se na nikla tamam din
daera khinch ke baiTha hun baDi muddat se
ek duniya ne tujhe dekha hai lekin maine
badan ke loch tak aazad hai wo
dekhne nikla hun duniya ko magar kya dekhun
ab ke basant aai to aankhen ujaD gain
tum to kuchh aise bhul gae ho jaise kabhi waqif hi nahin the
jism mein KHwahish na thi ehsas mein kanTa na tha
use chhat par khaDe dekha tha maine
sabhi insan farishte ho gae hain
paDne lage jo zor hawas ka to kya nigah
badan Dhanpe hue phirta hun yani
main band kamre ki majburiyon mein leTa raha
ab yahi dukh hai hamin mein thi kami usMein na thi