Rampur, Uttar pradesh, India
hai KHushi intizar ki har dam
mazmun sujhte hain hazaron nae nae
rah niklegi na kab tak koi
tere hi gham mein mar gae sad-shukr
un ko main is tarah bhulaun nizam
aankhen phuTen jo jhapakti bhi hon
ab kis ko yan bulaen kis ki talab karen hum
ye bhi naya sitam hai hina to lagaen ghair
muntazir hun kisi ke aane ka
dena wo us ka saghar-e-mai yaad hai nizam
darban se aap kahte the kuchh mere bab mein
yun to ruThe hain magar logon se
hue numud jo pistan to sharm kha ke kaha
jo kuchh ishaare hote hain sab dekhta hun main
kis ka hai intizar kahan dhyan hai laga