Gorakhpur, Uttar pradesh, India
kis darja sukun-numa hain abru ke hilal
khulta hi nahin husn hai pinhan ki ayan
saghar kaf-e-dast mein surahi ba-baghal
sani nahin tera na koi teri misal
ye raaz-o-niyaz aur ye saman KHalwat ka
aawaz pe sangit ka hota hai bharam
aankhen hain ki paigham mohabbat wale
zulfon se fazaon mein adahaT ka saman
mukhDa dekhen to mah-pare chhup jaen
dhima dhima sa nur jaise tah-e-saz
aankhon mein wo ras jo patti patti dho jae
panghaT pe gagariyan chhalakne ka ye rang
rakhsha-bandhan ki subh ras ki putli
pate jaana hai aur na khote jaana
kya tere KHayal ne bhi chheDa hai sitar