Raebareli, Uttar pradesh, India
bhari mahfil mein un ko chheDne ki kya zarurat thi
koi yahan se chal diya raunaq-e-baam-o-dar nahin
laila hai na majnun hai na shirin hai na farhad
ashkon ke Tapakne par tasdiq hui uski
aap aae ban paDi mere dil-e-nashad ki
KHuda ke Dar se hum tumko KHuda to kah nahin sakte
hum intizar karen hum ko itni tab nahin
barbaad-e-wafa ho kar masjud-e-jahan dil ho
roz malte hain munh par apne bhabhut
wo hath mein talwar liye sar pe khaDe hain
abhi us qayamat ko main kya kahun
dikhae panch aalam ek payam-e-shauq ne mujhko
tasir ke do hisse agar hon to maza hai
KHuda ke sajde buton ke aage phir aise sajde ki sar na uTThe