Amroha, Uttar pradesh, India
isMein aalam ki sab aabaadi o virana hai
hai roz-e-panj-shamba tu fatiha dila de
howe na azab us pe kabhi jis ke pas-e-marg
kyun sher-o-shaeri ko bura jaanun mushafi
jab tak ki teri galiyan khane ke nahin hum
chali bhi ja jaras-e-ghuncha ki sada pe nasim
main tarah Dalun agar soch kar kahin ghar ki
un ko bhi tere ishq ne be-parda phiraya
lahron ka thartharana kyun-kar pasand aawe
wo aahu-e-ramida mil jae tira-shab gar
daulat-e-faqr-o-fana se hain tawangar hum log
ab jis dil-e-KHwabida ki khulti nahin aankhen
dafina ghar mein kya tha aur to hum baada-noshon ke
wada-e-wasl diya id ki shab hum ko sanam
pan khane ki ada ye hai to ek aalam ko