KHana-e-zanjir ka paband rahta hun sada
subh-e-visal-e-zist ka naqsha badal gaya
ruh ko rah-e-adam mein mera tan yaad aaya
uljha dil-e-sitam-zada zulf-e-butan se aaj
dikhlae KHuda us sitam-ijad ki surat
sarw ko dekh ke kahta hai dil-e-basta-e-zulf
ji chahta hai sane-e-qudrat pe hun nisar
chuTkiyan dil mein mere lene laga naKHun-e-ishq
kis tarah amanat na rahun gham se main dil-gir
wahm hi wahm mein apni hui auqat basar