har ek shaKH thi larzan faza mein chiKH-o-pukar
hawas-girafta hawao nigahen nichi rakho
aapne achchha kiya tathir-e-KHwahish hi na ki
hadson ke KHauf se ehsas ki had mein na tha
sharafaton ke rang mein shararten KHalat-malat
ye kaisa gul khilaya hai shajar ne
lazzat ka zahr waqt-e-sahr chhoD kar koi
barae-nam hi sahi ba-ehtiyat kijiye
sabza-zaron ki sharafat se na khelo qatan
kisi ko saya kisi ko gul-o-samar dega