Sialkot, Punjab, Pakistan
tere qamat se bhi lipTi hai amar-bel koi
suna hai bole to baaton se phul jhaDte hain
suna hai uske badan ki tarash aisi hai
ruke to gardishen us ka tawaf karti hain
aaj ek aur baras bit gaya uske baghair
main bhi palkon pe saja lunga lahu ki bunden
ab tere zikr pe hum baat badal dete hain
dekho ye kisi aur ki aankhen hain ki meri
tere hote hue aa jati thi sari duniya
ek ye bhi to andaz-e-ilaj-e-gham-e-jaan hai
zindagi phaili hui thi sham-e-hijran ki tarah
chup-chap apni aag mein jalte raho faraaz
kis kis ko bataenge judai ka sabab hum
saqiya ek nazar jam se pahle pahle
aur faraaz chahiyen kitni mohabbaten tujhe