paik-e-KHayal bhi hai ajab kya jahan-numa
ruke hai aamad-o-shud mein nafas nahin chalta
ye farq jite hi ji tak gada-o-shah mein hai
zarre ki tarah KHak mein pamal ho gae
dil mein apne aarzu sab kuchh hai aur phir kuchh nahin
jaan par apni hae kyun banti
isi KHayal mein din-raat main taDapta hun
tumhaare ishq mein kya kya na iKHtiyar kiya
kabe mein to sidq aur safa ko paya
jab tak hai shabab-e-sazgar-e-daulat
kya wasf likhun zulf-e-siyah ki laT ka
piri mein KHak zindagani ka maza
kuchh tera samar na ai jawani paya