jaan par apni hae kyun banti
dur humse hain wo to kya Dar hai
nahin hai TuTe ki buTi jahan mein paida
tumhaare ishq mein kya kya na iKHtiyar kiya
dil mein apne aarzu sab kuchh hai aur phir kuchh nahin
dete na dil jo tumko to kyun banti jaan par
guzishta sal jo dekha wo ab ki sal nahin
jahan mein zar ka hai karKHana na koi apna na hai yagana
jab jawani gai chhuDa kar hath
adam se hasti mein jab hum aae na koi hamdard sath lae
ek KHayal-o-KHwab hai a shor ye bazm-e-jahan
shauq ne ki jo rahbari dil ki
paik-e-KHayal bhi hai ajab kya jahan-numa
hawa ke ghoDe pe rahta hai wo sawar mudam
ek nazar ne kiya hai kaam tamam