Jhelum, Punjab, Pakistan
kabhi apne wasael se na baDh kar KHwahishen palo
jo kar raha hai dusron ke zehn ka ilaj
aaj itna jalao ki pighal jae mera jism
hum hizb-e-iKHtilaf mein bhi mohtaram hue
dihat ke wajud ko qasba nigal gaya
teri to aan baDh gai mujhko nawaz kar
aurat ko samajhta tha jo mardon ka khilauna
aaj bhi sipra uski KHushbu mill malik le jata hai
main apne bachpane mein chhu na paya jin khilaunon ko
mill malik ke kutte bhi charbile hain
ai raat mujhe man ki tarah god mein le le
shayad yunhi simaT saken ghar ki zaruraten
sab ki nigah mein tere godam aa gae
ab tak mere aasab pe mehnat hai musallat
kitna buad hai mere fan aur peshe ke mabain