Balrampur, Uttar pradesh, India
aaina toD Dala hai ab tere aks ko
sar-e-mahfil wo phir se aa gae hain aaj be-parda
nahin hai zindagi tujhse koi bhi wasta lekin
agar TuTun to meri kirchiyan mazi ko de dena
ai ashk na kar zulm zara der Thahar ja
mujhko thi mahfilon ki bahut aarzu magar
so apne shahr ke raunaq ki KHair mangna tum
musalsal sochte rahte hain tumko
meri raaton se pare dur wo mahtab sa jism
wasl ne to mujhe shiddat ki tapish mein rakkha
tu tum samajhne lage hijr ke maani ko
wo us nazar ka tasadum wo honT ki jumbish
kisi ke did ka paigham le ke aa raha hun
ek din usko munh lagaya aur
labon ne uske bhi gustaKHiyan bahut ki hain