ada zaban se harf-e-nahin ziyaada hua
kabhi diwar ko tarse kabhi dar ko tarse
ab ke maidan raha lashkar-e-aghyar ke hath
shahr ki galiyan charaghon se bhar gain
maine bagh ki jaanib piTh kar li
maine apna wajud gaThDi mein bandh liya
main zer-e-lab apna shajra-e-nasab dohra raha tha
baadshah teri dahliz ka darban hai
phir hua aise ki mujhko dar-ba-dar karne ke baad
adab ka zina mila zist ka qarina mila
zehn is KHauf se hone lage banjar ki yahan