kya hua humse jo duniya bad-guman hone lagi
agarche haal o hawadis ki hukmarani hai
nazron mein kahan uski wo pahla sa raha main
chand ghanTe shor o ghul ki zindagi chaaron taraf
aatish-e-gham mein bhabhuka dida-e-namnak tha
baad-e-nafrat phir mohabbat ko zaban darkar hai
sach kahiyo ki waqif ho mere haal se aamir
bazm mein yun to sabhi the phir bhi aamir der tak
na samjhe ashk-fishani ko koi mayusi
chain hi kab lene deta tha kisi ka gham hamein