ek sach ki aawaz mein hain jine ke hazar aahang
sare imkanat mein raushan sirf yahi do pahlu
aur koi duniya hai teri jis ki khoj karun
tum aa gae ho tum mujhko zara sambhalne do
harf ko lafz na kar lafz ko izhaar na de
ramz adhure KHwabon ki ye ghaTti baDhti chhanw
us ka tarkash Khaali hone wala hai
jaise KHala ke pas-manzar mein rang rang ke naqsh-o-nigar
kaun puchhe mujhse meri gosha-giri ka sabab
ab ke wasl ka mausam yunhi bechaini mein bit gaya
alfaz ki giraft se hai mawara hanuz