Lahore, Punjab, Pakistan
sab ka daman motiyon se bharne wale
kyun mujhe mahsus ye hota hai aksar raat bhar
ye asrar hai zahir uske hone ka
donon bahr-e-shola-e-zat donon asir-e-ana
main wahm hun ki haqiqat ye haal dekhne ko
safar na ho to ye lutf-e-safar hai be-mani
ek aag si ab lagi hui hai
main to tha maujud kitab ke lafzon mein
KHud hi charagh ab apni lau se nalan hai
kab tak tu aasman mein chhup ke baiThega
usko khona asl mein usko pana hai
ek diya dahliz pe rakkha bhul gaya
bahut kaha tha ki tum akele na rah sakoge
main jab peD se gir ke zamin ki KHak hua
un se kya rishta tha wo kya mere lagte the