Bahraich, Uttar pradesh, India
chehron pe zar-posh andhere phaile hain
ek sannaTa bichha hai is jahan mein har taraf
bahar sare maidan jit chuka tha wo
ye sach hai rang badalta tha wo har ek lamha
aam ke peDon ke sare phal sunahre ho gae
mera karb meri tanhai ki zinat
jaane kya soch ke phir inko rihai de di
usne har zarre ko tilism-abaad kiya
har ek nadi se kaDi pyas le ke wo guzra
soup ke dane kabutar chug raha tha aur wo
ek sahir kabhi guzra tha idhar se ambar
gae the hum bhi bahr ki tahon mein jhumte hue
hum pi bhi gae aur salamat bhi hain amabar
har phul pe us shaKHs ko patthar the chalane
ek shaffaf tabiat wala sahrai