Sitapur, Uttar pradesh, India
rup rang milta hai KHadd-o-Khaal milte hain
bahut dinon se mere baam-o-dar ka hissa hai
main bar-ha teri yaadon mein is tarah khoya
shad itni baDh gai hain mere dil ki wahshaten
mujhe tujhse shikayat bhi hai lekin ye bhi sach hai
nai mushkil koi darpesh har mushkil se aage hai
chalo achchha hua aaKHir tumhaari nind bhi TuTi
maine to tasawwur mein aur aks dekha tha
kuchh talab mein bhi izafa karti hain mahrumiyan
main kab se nind ka mara hua hun aur kab se
ye sach hai chand lamhon ke liye bismil taDapta hai
ragon mein zahr-e-KHamoshi utarne se zara pahle
ek hum hain ki parastish pe aqida hi nahin
na jaane kitni aziyyat se KHud guzarta hai
rafta rafta sab taswiren dhundli hone lagti hain