Lucknow, Uttar pradesh, India
payambaron se zaminen wafa nahin kartin
beTiyan bap ki aankhon mein chhupe KHwab ko pahchanti hain
samajh rahe hain magar bolne ka yara nahin
ras aane lagi duniya to kaha dil ne ki ja
mere sare harf tamam harf azab the
miTTi ki mohabbat mein hum aashufta-saron ne
jo harf-e-haq ki himayat mein ho wo gum-nami
dil kabhi KHwab ke pichhe kabhi duniya ki taraf
wo mere nam ki nisbat se motabar Thahre
buland hathon mein zanjir Dal dete hain
main us se jhuT bhi bolun to mujhse sach bole
wahi charagh bujha jis ki lau qayamat thi
ye waqt kis ki raunat pe KHak Dal gaya
hamin mein rahte hain wo log bhi ki jin ke sabab
ajab tarah ka hai mausam ki KHak uDti hai