Saharsa, Bihar, India
tumhein aansu bahane ko bhi mil jaen kai kandhe
wo bar-e-farz-e-takalluf mujhi ko dhona paDa
lahu mein ghul ghul ke bah rahe the ragon ke andar
kuchh aise do-jahan se rabta rakkha gaya hai
tumhaari duniya ke bahar andar bhaTak raha hun
tamam hosh zabt ilm maslahat ke baad bhi
ye jism tang hai sine mein bhi lahu kam hai
makin-e-dil ko KHanuma-KHarabiyon se ishq tha
main tujhse milne samay se pahle pahunch gaya tha
ye tai hua tha ki KHub roenge jab milenge