pyas dariya ki nigahon se chhupa rakkhi hai
aaj phir nind ko aankhon se bichhaDte dekha
sochta hun teri taswir dikha dun usko
muddaton baad mayassar hua man ka aanchal
teri baaton ko chhupana nahin aata mujhse
na jaane kitne charaghon ko mil gai shohrat
aarzu hai suraj ko aaina dikhane ki
kisi ko kho ke pa liya kisi ko pa ke kho diya
phir tera zikr kiya baad-e-saba ne mujhse
sataya aaj munasib jagah pe barish ne
jo uske honTon ki jumbish mein qaid tha ashhar
suno samundar ki shoKH lahro hawaen Thahri hain tum bhi Thahro
wo kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar
tere kirdar ko itna to sharaf hasil hai
sabhi apne nazar aate hain ba-zahir lekin