dekh aa kar ki tere hijr mein bhi zinda hain
ruk gaya aa ke jahan qafila-e-rang-o-nashat
main ek ret ka paikar tha aur bikhar bhi gaya
be-rang na wapas kar ek sang hi de sar ko
meri kahani raqam hui hai hawa ke auraq-e-muntashir par
wo dard hun koi chaara nahin hai jis ka kahin
mere shauq-e-sair-o-safar ko ab nae ek jahan ki numud kar
kahan bhaTakti phiregi andheri galiyon mein
tere kuche ki hawa puchhe hai ab humse
yahi nahin ki kisi yaad ne malul kiya
tegh-e-nafas ko bahut naz tha raftar par
KHata ye thi ki main aasaniyon ka talib tha
panw uske bhi nahin uThte mere ghar ki taraf
hum dil se rahe tez hawaon ke muKhaalif
raat aati hai to taqon mein jalate hain charagh