Hoshiarpur, Punjab, India
sitam-koshi mein dil-sozi bhi shamil hoti jati hai
bharosa kis qadar hai tujhko aKHtar uski rahmat par
hamein bhi aa paDa hai doston se kaam kuchh yani
jinhen hasil hai tera qurb KHush-qismat sahi lekin
shabab aaya kisi but par fida hone ka waqt aaya
yahi hota hai ki tadbir ko nakaam kare
ab aap aa gae hain to aata nahin hai yaad
rahe do do farishte sath ab insaf kya hoga
data hai baDa rawaq mera bharpur KHazane hain uske
nematon ko dekhta hai aur hans deta hai dil
agar teri KHushi hai tere bandon ki masarrat mein
han wo din yaad hain jab hum bhi kaha karte the
unhen dekha to zahid ne kaha iman ki ye hai
mujhko dekha phuT ke roya
mere chaman ki KHizan mutmain rahe ki yahan