Delhi, India
hon kyun na buton ki hum ko dil se chahen
yaad aati hain jab hamein wo pahli chahen
rakhti hai jo KHush chah tumhaari hum ko
us zulf ne humse le ke dil basta kiya
gar yar se har roz mulaqat nahin
pan uske labon pe is qadar hai zeba
mukhDe ko jo uske humne ja kar dekha
rakhte hain jo hum chah tumhaari dil mein
naseh na suna suKHan mujhe jis-tis ke
kuche mein tumhaare hum jo Tuk aate hain
hum uski jafa se ji mein ho kar dil-gir
dil dekh use jis ghaDi be-tab hua
hai chah ne uski jab se ki ja dil mein
hum dil se jo chahte hain ai jaan tumhein
hum dekh ke tum se ruKH-e-aram miyan