Delhi, India
ab to zara sa ganw bhi beTi na de use
nazir teri ishaaraton se ye baaten ghairon ki sun raha hai
kyun nahin leta hamari tu KHabar ai be-KHabar
kal mere qatl ko is Dhab se wo banka nikla
Thaharna ishq ke aafat ke sadmon mein nazir
har ek makan mein guzargah-e-KHwab hai lekin
mai pi ke jo girta hai to lete hain use tham
go safedi mu ki yun raushan hai jun aab-e-hayat
jise mol lena ho le le KHushi se
ajab mushkil hai kya kahiye baghair-az-jaan dene ke
sab kitabon ke khul gae mani
tufan uTha raha hai mere dil mein sail-e-ashk
bagh mein lagta nahin sahra se ghabraata hai dil
abas mehnat hai kuchh hasil nahin patthar-tarashi se
kal bosa-e-pa humne liya tha so na aaya