Patna, Bihar, India
hum bhi hain bilqis majruhin mein
KHud pe ye zulm gawara nahin hoga humse
meri tarah TuTe aaine mein usne bhi
jin mein kho kar hum KHud ko bhi bhul gae hain
yun chup raha kare se to ho jae hai junun
zara si der bhi rukta to kuchh pata chalta
tamam lala o gul ke charagh raushan hain
KHud apni fikr ugati hai wahm ke kanTe
teri to bilqis nirali hi baaten hain
anhoni kuchh zarur hui dil ke sath aaj
bas ek jaan bachi thi chhiDak di rahon par
uTh kar chale gae to kabhi phir na aaenge
hai yun ki kuchh to baghawat-sirisht hum bhi hain
jaane kya kuchh hai aaj hone ko
hum to begane se KHud ko bhi mile hain bilqis