Delhi, India
muazzin ne shab-e-wasl azan pichhle pahr
sab log jidhar wo hain udhar dekh rahe hain
dil mein sama gai hain qayamat ki shoKHiyan
mere qabu mein na pahron dil-e-nashad aaya
Darta hun dekh kar dil-e-be-arzu ko main
aaya tha sath le ke mohabbat ki aafaten
kya iztirab-e-shauq ne mujhko KHajil kiya
josh-e-rahmat ke waste zahid
na rona hai tariqe ka na hansna hai saliqe ka
hua hai chaar sajdon par ye dawa zahido tumko
koi nam-o-nishan puchhe to ai qasid bata dena
hosh o hawas o tab o tawan dagh ja chuke
milate ho usi ko KHak mein jo dil se milta hai
bahut roya hun main jab se ye maine KHwab dekha hai
mujhko maza hai chheD ka dil manta nahin