diwanon ko ahl-e-KHirad ne chaurahe par suli di hai
kyun hue qatl hum par ye ilzam hai qatl jis ne kiya hai wahi muddai
main na kaha karta tha saqi tishna-labon ki aah na le
tana-e-isyan dene walo ek nazar is par bhi Dalo
sahra sahra gham ke bagule basti basti dard ki aag
os ka nanha sa qatra hun phulon mein tul jaunga
ye pur-fareb sitare ye bijliyon ke charagh
saza ye di hai ki aankhon se chhin lin ninden
rafta rafta sab sathi sath chhoD aae the
raat to kali thi lekin raat guzar kar subh jo aai
agar mazar pe suraj bhi la ke rakh doge
aap ki rah mein kya kya na saha tha humne
uljhe hue sanson ki ghuTan kaise dikhaun